Tuesday, July 31, 2012

Unlamho Mey..!!!

Unlamhon se , churaya tha wo ek pal..
Teri annkhon mey dekha tha maine apna kal...
Mere hath mey tha tera hath...
Socha tha rahega .... umra bhar ka sath...
Ye soch kar main jee liya tha...
Aarse baaad main dil se hasa tha...
Na jane par tu kahan ab reh gai...
Rahein humari bichad gai....
Unlamho mey , ye zindagi guzar gai....
Khud se mujhe tu churaaa gaiii...

BAdi mushkil se bayaan kiya tha...
Tera dard khud liya tha...
BAdi mushilo se tujhe paya tha...
Kuch na tujhse chupaya tha...
Teri har baat mjhe yaad hai..
Har ek wo pal.. mere sath hai...
PAr main khud se lapata hu ab toh...
Dhundta rehta hu main abb khud hi mey.... tujh ko...
Unlamho mey , ye zindagi... guzar gai...
khud se mjhe tu churaaa gai...



No comments:

Post a Comment